concerned about friend being unable to express how she feels
In the last two weeks our therapists have answered 211 queries related to mental health.
Comments

Meri ek dost hai, hum school ke times se friends hai. In 2015 wo fail hogai thi physics me then so repeat karna pada usse and again repeat hone ke baad she failed again chemistry me kam marks aaye the. Then usse school se expel kiya. I know 'failed' wale terms se sab disturb hojate hai but kai sab iss chiz ko nahi maante. After yeh sab ke bàad na wo bohut side rakhi apne aaap ko. This year wo graduate bhi hui. 2014-2021 its like 7years but i think wo aaj bhi waisi hai jaise hum the, wo grow ho nahi pai and andar andar she is suffering. Zyada baat bhi nahi karti. I remmember she toold me about uski dreamy world , usne mujhse kaha real life me koi baat nahi karta grow hoti nahi so wo music and shows ko leker apne thoughts ko input dekar wo fullfil karti hai, mujhe samjh nahi aaya. But now abhi dheere dheere samjh aya usne kya bola tha. And im scrd now, seeems like wo clear janti hai sab but phir bhi expressed nahi karparahi circumtanaces ko leker. Main kya karu ? Its not fair itna pain kisi ko rehna nahi chahiye but main whole process ko samjh bhi nahi parahi, process kaise karu

  • 2 Answers