Mujhe ye nhi samjh ata h ki jb mujhe uski ek bhi chiz nhi axi lgti mujhe usse baat krke sirf hurt hurt hurt hi hota h to fir mai use kyu nhi chod pa ri hu πππ mai kyu uske bina nhi rah pa ri na uske sath mujhe chain h na uske bina πππ mai kya kru mujhe lgta h aise mai pagal ho jaungi ...mera dil krta h mai khud ko kuch kr lu...mai din raat bss yhi sb socha krti hu aisa lgta h meri life barbaad ho gyi h ..ππ