Mera naam dev hai. Main 32 saal ka married male hun. Main nasha jab v karta kuch na kuch gadbad ho jaati hai ghar me, kya anaab shanaab bol deta hun, jhagda ho jaata hai baar baar same chiz bolta rehta hun. Main alcohol chhodne ki koshis v ki thi but 30 din k baad fir se p liya aur fir se ghar me jhagda kiya. Toh bataiye kaise chhodu yeh aadat saalo saal k liye??