Namaste mai bachpan se depression ya manasik rog se pidit ho jo gahara asar Hua 2015 and still now medicine apply bohat Dr. Dikhaya par thora samay jaise dabai suru karne ke bad thik hone mai lagenge 15,20 din uske bad 28,30din tak ok daba rahete fir start jiban me jine ka icha hi nahi mai abhi 40ka hun mera tin bacha 1 single 13 years.next 2win 4+years mai ek chotasa nokri karta hon dekha jai to aissa kuch bada samasya nahi hai kintu abimari mera jiban ghar paribar sab nasht kar de raha hai.mai ek heard worker tha par ab mera halat ek pin uthaneke layak nahi Ma Pitaji bibi sab paresan rehte hai kya karu chota bacha o ko bhi dekh nahi pata mera jina jaise marneke barabar hai mai Bhagaban ko bhi bahat parthona karta ho thik karde ab merepass mritu hi ek rasta hai o bhi to naseeb hona chahi kya koi help ho sakta hai apple logo ke pass kripaya boliya maibhi thoda hasna chahata ho thoda anad chahata hu par Sab jaise Khatam Hogaya. pranam.